A Vast World of Magnificent Urdu Poetry
JURTE HUE DAIKHA NHI TOOTE HUE DIL KOGIR JAEN JO AANSU TO UTHAE NHI JATE
Ye Aansu mujhse roothay hain.,Meri bilkul nahi sunty..Main jab kehta hon matt niklo.,Zara thehro in aankhon main..Na jany phir bhi ye AANSU.,Chalak parhty hain pal bhar main..Mera dil jab kabhi tootay.,Mujhay jab chot lag jaye..Main jab bhi tanha ho jaon.,Koi jab na ho sung mere..Khushi jab inteha ki ho.,Hansi na meri rukti ho..Mere haalat se waqif.,Barhy mukhlis mere aansu..Bohut hi pyar karty hain.,Mujhi ko Chah'ty hain bas..Main jab kehta hon matt niklo.,Nikal aaty hain yak dam ye..Main jab bhi tanha hota hon.,Mere AANSU nahi rukty..
zindagi aa tujhe katil k hawale kr donmujh se abb khon e tamana dekha ni jata..shaid k teray hath pa likhta wo mera naamtu katibe taqdeer se darkhawast tu krta...
JURTE HUE DAIKHA NHI TOOTE HUE DIL KO
ReplyDeleteGIR JAEN JO AANSU TO UTHAE NHI JATE
Ye Aansu mujhse roothay hain.,
ReplyDeleteMeri bilkul nahi sunty..
Main jab kehta hon matt niklo.,
Zara thehro in aankhon main..
Na jany phir bhi ye AANSU.,
Chalak parhty hain pal bhar main..
Mera dil jab kabhi tootay.,
Mujhay jab chot lag jaye..
Main jab bhi tanha ho jaon.,
Koi jab na ho sung mere..
Khushi jab inteha ki ho.,
Hansi na meri rukti ho..
Mere haalat se waqif.,
Barhy mukhlis mere aansu..
Bohut hi pyar karty hain.,
Mujhi ko Chah'ty hain bas..
Main jab kehta hon matt niklo.,
Nikal aaty hain yak dam ye..
Main jab bhi tanha hota hon.,
Mere AANSU nahi rukty..
zindagi aa tujhe katil k hawale kr don
Deletemujh se abb khon e tamana dekha ni jata..
shaid k teray hath pa likhta wo mera naam
tu katibe taqdeer se darkhawast tu krta...